Tum Aur Main
Asim aakash ke ____
gahan andhakar mai
Daro mat!!!!!
Tumhare liye asankhya deep...........
Apni jyoti-----
Bikher rahe hain.!
Tum apni jyoti
Unki jyoti se.....
Mila lo........
Phir aandhkar kahan.......?
XXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXX
Mat bhulo Tum aur Main ka antar,
Kewal ek bindoo ka antar hai...........
Jiski lambai chaudai aur Motai nahi............